Tuesday, February 9, 2010

faasla

dil k ander is tarah bas gaya koi,

k hum se hamara naata hi toot gaya.

jab-jab chaha khud se milna ,

mere darmyan wo aa gaya.

n hota hai poori tarah wo ho k bhi mera.

n mujhe apna hi hone deta hai.is kadar

hum dono k beech faasla aa gaya.

No comments: