yaad
dil ki surh diwarope
jo lakire ubhar k rah jatihai,
yaade unhi ko kahte hain,
un beeti yaado me aksar
hum khoye-khoye rahte hain,
yaade to bas yade hain...........
tadpaye bhi ,bahlaye bhi,
un lamho ko fir jeene ko ,
fir man ko tarsaye bhi,
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment