Monday, July 19, 2010

Bezaar

Bahut bahut udaas hai man
Khud se naaraz hai man ,
Haalat pe apni hairaan hai man,
Aaj fir bezaar hai man.
Kyon aur kis k liye ,
Be wajah hum jiye,
Aise sawaalon se pareshan hai man,
Na jeene ki khushi n marne ka gam,
Ab ek zinda laash hai hum,



koi to bataaye ,kaise isse samjhaye,
Bas un k liye hi bekaraar hai man.........,

No comments: