Tuesday, July 20, 2010

Kya kam hai?

Sahara n mila teri baahon ka to kya?
Teri yaado ka sahara kya kam hai.
N milo hum se rubaru to kya?
Khyaalo me saath ho ye kya kam hai,
Jeete hain ab hum yaado me teri
Zinda to hu ye kya kam hai........

No comments: